Woh Shakhs Pyara Hai usey kehna
Woh jeeney ka sahara hai usey kehna
Log pyare hien buhat se mujh ko
Woh sab se pyara hai usey kehna
Muhabbtein Shikaytein Adavtein us ki
Mujhy sab gawara hai usey kehna
Chahny wale aur bhi hein lekin
Ye dil sirf tumhara hai usey kehna.
No comments:
Post a Comment